Detailed Description
Is kitaab ko Shaikh Ameen ur Rahman Umri Madani ne murattab kiya hai. Bahut aasaan zabaan mein, aur nukaat ki shakal mein har mauzoo ki khol khol kar wazaahat ki hai. Umrah ke Masaail ke alaawah Shaikh ne Jaame Duaaon ko bhi daakhil kiya hai jinki kayee arkaan ki adaayegi mein khaas zaroorat padhti hai. Ye kitaab Umrah jaane waalon ke liye anmol tohfa hai.
100gsm art paper par Multicolour mein print hui hai.